Qayamat ki nishaniaan

hazrat ans R.A nay bayan farmaya. kay maine nay rasool ALLAH p.b.u.h say aik hadees suni jo tum say ab meray siwa koi aur byan nahi keray ga. kioke ab meray siwa koi aur sahabi zinda maujood nahi. hazrat muhammad p.b.u.h nay farmaya kay qayamat ki nishanioon main say ye hai kay jihalat ghalib aa jaye gi aur ilm kam ho jaye ga. zana kari barh jaye gi. sharab kasrat say pi janay lagay gi. aurtain bhut ho jayain gi. yahan tak kay pachas pachas aurtoon ki nigraani kernay walay sirf aik hi mard reh jaye ga.

Narrated Anas (RA):
I heard from Allah’s Messenger (Peace Be Upon Him) a narration which none other than I will narrate to you. The Prophet, said, “From among the portents of the our are the following: General ignorance (in religious affairs) will prevail, (religious) knowledge will decrease, illegal sexual intercourse will prevail, alcoholic drinks will be drunk (in abundance), men will decrease and women will increase so much so that for every fifty women there will be one man to look after them.”
SaHiH Bukhari

Qayamat ki nishaniaan