ishq e rasool p.b.u.h aur sabar

hazrat abu saeed khadri r.a nay  hazur pak p.b.u.h say apni tangdasti aur zaroorat ka izhar kiye. rasool ALLAH p.b.u.h nay farmaya abu saeed sabar kero. tum main say jo mujh say muhabbat kerta hai fuqar us per aisi taizi say ata hai jaisi taizi say sailaab ka pani waadi ki onchai say aur paharoon ki bulandi say nechay ki tarf ata hai.

ishq e rasool p.b.u.h aur sabar