Khuda ka aashiq
jo fakeer khuda ka aashiq hai wo muhammad p.b.u.h ka mashooq hai. fakeer ki ye bat man gharat nahi balkay is ayat e mubarika kay ayin mutabik hai. "mehboob aap unlogoon...
Aakhirat ki aag
Aik sahabi r.a ko bukhar tha to rasool ALLAH p.b.u.h nay unki ayadat ki aur farmaya khush ho jao. beshak ALLAH farmata hai kay ye meri aag hai main usay apnay...
Dua ka Darwaza aur afeeyat
hazrat abdullah bin umer r.a say rawaiyat hai kay Rasool ALLAH p.b.u.h nay farmaya tum main say jis keliye dua ka darwaza khul gya uskeliye rehmat kay darwazay khul gyay. aur...
Gunahoon say paak saaf
Hazrat abu huraira r.a say rawayiat hai kay hazur pak p.b.u.h nay farmaya jis nay ALLAH keliye hajj kia aur uskay darmayan koi ghalat aur gunnah ka kaam nahi kiya to...
ALLAH ki naimat ko hakeer mat samjho
hazur pak p.b.u.h ka irshad e garami hai kay us shaks ki tarf daikho jo tum say nechay (ghareeb) hay aur uski tarf na daikho jo tum say uper (ameer) hai....
Ziker ALLAH
دونوں جہان میں طلبِ مولیٰ جیسی پیاری وبرتر چیز کوئی نہیں۔فرمانِ الہٰی ہے:۔"اے نبی! پڑھو اُس کتاب کو جو آپ کی طرف وحی کی گئی ہے اور نماز قائم کرو، بیشک نماز روکتی...
Maut ka koi aitbar nahi
har lamha khabardar raho! maut ka koi aitbar nahi, wo kisi bhi waqt aa skti hai. fakeer ko chayie kay tasawur ism ALLAH zaat main mashghool rhay, hata kay jab ism...
ism ALLAH aur kalb e insani
jaan lay kay donon jahan ism ALLAH zaat kay tay main atay hain aur ism e ALLAH zaat qalb e insani ki tay main ata hai. aur qalb e insan ka...
Har insan ki izat kero
hazrat Ali R.a nay farmaya: har insan ki izat aur us say muhabbat kero kioke har insan kay andar ALLAH ki koi na koi sift zaroor maujood hoti hai.
Hazrat Musa A.S aur samunder ki misaal
aik din hazrat musa A.S nay ALLAH tala say ilteja ki kay main apki rehmat aur insan kay gunnah daikhna chahta hoon. ALLAH tala nay farmaya pechay daikho. daikha to aik...
Miswaq main pakeezgi
hazur pak p.b.u.h nay farmaya miswak main mu ki pakeezgi aur ALLAH azwajal ki raza hai.
Mukhlis Arzoo
jis shaks ki arzoo jitni hi mukhlis hoti chali jaye gi wo utna hi ALLAH kay kareeb hota jaye ga.