Din ka aaghaz sadkay say
hazrat Ali r.a farmatay hain apnay din ka aagaz sadka dainay say shuru kero. us din tumhari koi dua rad nahi ki jaye gi.
Ungli Mubarak ki karamat
aik martaba raat main hazrat shaikh abdul qadir jelani r.a kay hamrah shaikh ahmed rafayi aur aadi bin musafir r.a hazrat sayidna imam ahmad bin hambal r.a kay mizar e pur...
Gusa bharkti aag hai
gusa bharkti aag hai jo usay pee gya us nay bujha di aur jo zabt na ker ska wo us main khud jal gya (hazrat ali r.a)
Hazrat ALI R.A quotes
maaf kerna sab say ziada usay zaib daita hai jo saza dainay per qadir ho. jab akal barhti hai to batain kam ho jati hain. thora dainay per sharmao nahi ,...
ALLAH ki narazgi
fazool shok main waqt zaya kerna is bat ki daleel hai kay ALLAH us banday say naraz hai (hazrat Ali r.a)
who waste his time in false activities , ALLAH is angry...
Ilm Kia hai ..
hazrat Ali R.a nay farmaya kay ilm ye hai kay koi agar tum per zulm keray to tum usay maaf ker do aur agar koi talukat toray to tum usay jor...
Shaitan aur insan
shaitan nay insan ko na mana, ALLAH nay us per lanat bhaij ker usay nikal dia. insan kay dushman ko ALLAH nay apna dushman kaha. insan ALLAH kay dushman say dosti...
Ghareebon ko khana khilao
Rasool ALLAH p.b.u.h nay farmaya khuda tala ki ibadat kero bhookon ko khana khilao , buland awaz say salam kero to jannat main salamti kay sath dakhil ho gay. (tirmazi)
Fursat Azaadi
jo shay chalnay say hasil nahi hoti wo tehrnay say hasil ho jati hai. jo raaz paisay jama kernay main na paya jaye wo kharch kernay main paya jaye ga ....
Akal aik Raaz hai
akal aik raaz hai us adab main talash ker. uski yaft ka tarika be akal o be adab say na pooch. jis kay pas akal hai wo dayim khamosh rehta hai...