EID mubarak to ALL
Eid ul adha mubarik to all of you and your families. Don't forget poor and needy people on this day :)
ishq e rasool p.b.u.h aur sabar
hazrat abu saeed khadri r.a nay hazur pak p.b.u.h say apni tangdasti aur zaroorat ka izhar kiye. rasool ALLAH p.b.u.h nay farmaya abu saeed sabar kero. tum main say jo mujh...
Gunah Kay bad Toba
agar toba kay bad phir gunnah sarzad ho jaye to phir toba ker laini chayie. matlb ye kay agar maut ayay to halat e gunnah main na ayay balkay halat e...
Dua puray aitmad say mangain
hazrat abu huraira r.a say rawaiyat hai kay rasool kareem p.b.u.h nay farmaya kisi shaks ko dua main ye nahi kehna chayie kay ay ALLAH agar tu chahay to mujhay baksh...
Behtreen Sadka
hazrat saraka bin malik r.a kehtay hain kay nabi kareem p.b.u.h nay farmaya kay kia tum ko behtreen sadka say aagha kar doon. wo apni us beti kay sath husn e...
Jannat Ki basharat Dunia main
hazur pak p.b.u.h ka farman hai kay abu bakar r.a jannati hain , hazrat umar jannati hain , hazrat Ali jannati hain , talah jannati hain , zubair jannati hain ,...
Hazur pak p.b.u.h ki zindagi mubarak
kia aap jantay hain ? hazur pak p.b.u.h nay zindagi main 1 hajj kia , aap p.b.u.h nay zindagi main 4 umray kiye , aap p.b.u.h nay zindagi kay 53 saal...
Khushnaseeb Log
aik sahabi r.a nay hazur pak p.b.u.h say arz ki ya rasool ALLAH p.b.u.h ham nay apko daikha, aap say bat ki , aap kay sath khana khaya. ham say bhi...
Khanay main Barkat
Hazur pak p.b.u.h nay farmaya barkat khanay kay beech main nazil ki jati hai. isliye tum bartan kay kinaray say khaya kero. bech main say mat khao. kionke bech main khanay...
Dast Mubark ki karamat
hazrat ALI r.a farmatay hain kay hazur pak p.b.u.h nay apna dast e karam meray seenay per mara aur dua ki. ay ALLAH is kay dil ko hidayat per qaim rakh...
Aik nabi , aik siddique aur 2 shaheed
aik dafa hazur pak p.b.u.h , hazrat abu bakar siddique r.a , hazrat umer r.a aur hazrat usman r.a kay sath jabl e uhad per charhay to pahar hilnay laga. pahar...
jab koi hadees suno
jab koi hadees suno to usay aqal kay miyar per parkho. sirf nakal alfaz per bus na kero. kioke ilm kay nakal kernay walay bhut hotay hain aur us main ghor...