Islami Wazaif & Urdu Articles

Read All islami Wazaif From here

Gunnah Aur amaal

aisa gunahgar jo apnay gunahoon ka iqrar kerta hai aisay amal kernay walay say behtar hai jo apnay amal per itrata hai. (hazrat ali r.a)

insan bura kab banta hai

hazrat ali R.a say pucha gya kay insan bura kab banta hai ? hazrat ali r.a nay farmaya jab wo khud ko dosroon say acha smjhnay lgay.

Aap p.b.u.h Jaisa Khoob Soorat

hazrat abu huraira r.a farmatay hain main  nay aap p.b.u.h say ziada khubsurat kisi ko nahi daikha. aisa maloom hota jaisay aftab ap p.b.u.h kay rukh e anwar main gardish ker...

ALLAH say darna aur Amaal

jo shaks ALLAH say nahi darta dono jahan main us keliye aman nahi ..

Museebat zada ki tazeeat

aap p.b.u.h nay farmaya jis nay kisi museebat zada ki tazeeat ki to us ko utna hi ajar milay ga jitna us museebat zada ko milta hai

Azaab e qabar ki shidat

hazur pak p.b.u.h aik jannazay main sharek thay aap p.b.u.h qabar kay kinaray beth ker ronay lagay hata kay mati ap p.b.u.h kay ansoon say tar ho gai phir aap p.b.u.h...

Logoon ko takleef say bachana

aik bar aik shaks  nay raah chltay huyay kantay dar shakh daikhi to us nay usko utha lia. ALLAH nay uska ye amal qabool kia aur uski maghfirat ker di.

Apnay jismoon ko pak saaf rakho

Muslmano apnay jismoon ko paak saaf rakha kero. ALLAH tala nay islam ki buniyad pakeezgi aur safai per rakhi hai aur jannat main wohi dakhil ho ga jo paak o saaf...

40 hadeesain logon tak

jo koi chalis hadeesain meri umat ko phuncha day to main khas tor per uski sifarish keroon ga.

badbakht nazaroon ka mutalaashi

badbakht nazaroon ka mutalashi unhi badbakhtioon ka hisa banta chala jata hai.

Na umeedi aur ALLAH ki rehmat

mujhay us shaks per tajub hota hai jo ALLAH kay rehmat say naumeed hua betha hai halakay us kay pas astaghfar maujood hai jis kay zariye wo apnay gunahoon ko maaf...

Nafs say jang har waqt jari rakho

talib ALLAH keliye zaroori hai kay har dam har ghari aur har waqt nafs ki mukhalifat kerta rehay aur kisi bhi waqt is say ghafil na rhay kay nafs kafir hai,...