Islami Wazaif & Urdu Articles

Read All islami Wazaif From here

Rizq E halal ibadat hai

Jo admi apnay boorhay walidain keliye rozi kamata hai aur dor dhoop main rehta hai wo khuda kay rastay main hai. aur jo admi apnay chotay bachoon ki parwarish keliye  mehnat...

Jis nay sunnat say muhabbat ki

jis nay meri sunnat say muhabbat ki us  nay mujh say muhabbat ki aur jis nay mujh say muhabbat ki wo jannat main meray sath ho ga. (tirmazi)

fazeelat aur jehalat

islam main dakhil honay kay bad agar koi ye dawa keray kay wo dosray muslmanoon per faukeeat rakhta hai to usay ghalat samjhain. apni fazeelat ko fazeelat kay tor per bayan...

Har haal main dua mango

banda e  momin ki koi dua aisi na ho gi jis kay baray main khuda ye bayan na farma day kay ye maine dunia main kabool ki. aur ye tumhari aakhirat...

Sirf ALLAH per aitbar

main lakhoon bar aehsan mandi say ALLAH tala ka shukar ada kerta hoon kay mujhay siwayay us ki zaat kay kisi per aitbar nahi.

Dil ka Taala Jab khulta hai to nafs fana ho jata hai

jis waqt dil ka tala khul jata hai to ain ba-ayin mushaida hasil ho jata hai jis say wajood kay andar koi ghalti  nahi rehti hai aur na hi ghalazat o...

ibadat ka shok

main jannat kay shok main ibadat nahi kerta, ye tijarat hai aur na hi jahanam kay khof say kerta hon kay ye ghulami hai. main sirf aur sirf is liye ibadat...

Nijaat ka zariya

Rasool ALLAH p.b.u.h say pucha gya kay nijaat ka zariya kia hai? ap p.b.u.h nay farmaya apni zaban per qabu main rakho aur apnay gunahoon per roya kero (tirmazi shareef)

To be arrogant on your knowledge

To be arrogant on your knowledge is enough to be illiterate (hazrat ali r.a)

Beshak Us nay falah pai jo paak ho gya

beshak us nay falah pai jo paak ho gya aur jis nay apnay RAB ka nam yad rakha aur namaz parhta raha.

Hazrat Abu bakar siddiqu R.a ki shaan

hazrat umar r.a say rawaiyat hai kay rasool ALLAH p.b.u.h  nay hamain sadkay ka hukam farmaya. us waqt meray pas kafi maal tha, main nay kaha kay agar kisi din main...

ALLAH ki rehmat aur Toba kerna

Mujhay us shaks per tajub hota hai jo ALLAH tala ki rehmat say na umeed hua betha hai, halakay us kay pas astaghfar maujood hai. jis kay zaryie wo apnay gunahoon...