Islami Wazaif & Urdu Articles

Read All islami Wazaif From here

Apna sir oncha magar nazar neechay rakho

apna sir oncha rakho kay tum kisi say nahi dartay lakin apni nigah nechay rakho takay pata chalay tum aik ba-izat gharanay say taluq rakhtay ho.

bidaat gumrahi hai

Tum main say jo shaks zinda raha bhut say ikhtilaaf daikhay ga, pas tum per lazim hai tum meri sunnat aur khulfa e rashedeen ki sunnat per chalo aur un say...

Kisi ko kafir kehna

hazrat abi zar r.a farmatay hain kay rasool ALLAH p.b.u.h nay farmaya hai jo shaks kisi  ko kafir keh ker pukaray ya khuda ka dushman kahay aur wo aisa na ho...

Safar kay waqt panah mangna kuch chezon say

rasool ALLAH p.b.u.h jab safar kertay to panah mangtay safar ki saoobat say aur takleef say aur buri halat main wapasi say aur halat kay badal janay say aur mazloom ki...

Takdeer aur dua

hazrat sobaan r.a farmatay hain kay rasool ALLAH p.b.u.h nay farmaya takdeer e ilahi ko koi chez nahi badlti magar dua aur umer ko koi chez nahi barhati magar naiki aur...

raat ka khana mat choro

Rat ka khana mat choro, chahay aik meethi khajoor hi kion na ho kioke rat ka khana chorna admi ko zayeef ker daita hai (ibn e maja)

Haya sirf khair ko hi laati hai

hazrat imran r.a say rawaiyat hai kay hazur pak p.b.u.h nay farmaya kay haya sirf khair ko hi lati hai (sahih bukhari o muslim)

kisi ka aib chupana

hazur pak p.b.u.h ka irshad hai jis nay kisi muslman ka koi aib daikha aur usay chupaya to wo aisay hain jaisay us nay kisi zinda dargor ki hui larki ko...

jannat main kon dakhil nahi ho ga

hazrat abdullah bin umro r.a say rawayiat hai kay hazur pak p.b.u.h  nay farmaya jannat main na to wo shaks dakhil ho ga jo bhut ziada ahsan jatlanay wala ho aur...

azaan kay bad

hazrat saad bin ibi waqas r.a say rawayiat hai kay rasool ALLAH p.b.u.h nay farmaya kay jo shaks mo-azin ki awaz sunanay kay waqt kahay kay main shahadat daita hoon kay...

5 gunahoon kay 5 holnak natayij

hazrat ibn e abas r.a say rawaiyat hai kay hazur pak p.b.u.h nay farmaya jis qaum main khiyanat aam ho jati hai, us kay dil main roob dal dia jata hai....

Aalim aur jahil

hazrat jabir R.a say rawaiyat hai kay hazur pak p.b.u.h nay farmaya aalim ko zaib nahi daita kay batanay kay mokay per khamosh rhay aur na jahil ko zaib daita hai...