Islami Wazaif & Urdu Articles

Read All islami Wazaif From here

beautiful view of JABL e Uhad

jabl e uhad ka khubsurat manzar (beautiful view of jabl e uhad)

Darood sharef ki fazeelat

hazur pak p.b.u.h nay irshad farmaya qayamat kay din meray nazdeek tareen wo log hoon gay jo sab say barh ker mujh par darood bhaijtay thay

khud ko chotay gunnahon say bachao

hazrat ayisha r.a farmati hain kay rasool ALLAH p.b.u.h nay farmaya apnay aap ko un chotay gunahoon say bacha jinko haqeer aur mamooli khayal kia jata hai is liye kay un...

Burai sikhanay say chup rehna behtar hai

hazrat imran r.a farmatay hain kay main hazrat abu zar r.a kay pas gya wo masjid main siaah chadar lapaitay huyay tanha bethay thay. main nay kaha abu zar r.a ye...

Haya wala Rub

hazrat salman farsi r.a ka bayan hai kay rasool ALLAH p.b.u.h  nay farmaya tumhara RAB mehrbaan aur haya wala hai banda jab hath uthata hai to usay sharam ati hai hathoon...

Sahaba ka Taqwa

hazrat Ans r.a farmatay hain kay tum aisay amal kertay ho jo tumhari nazar main baal say bareek hain (matlb mamooli hain) laikin ham un kamoon ko Rasool ALLAH p.b.u.h kay...

ALLAH ka qurb

apnay aap ko dunia say door ker do to jald ALLAH kay qareeb ho jao gay.

ilm 2 kisam ka hai

ilm bhi 2 kisam ka hai aik zahiri ilm hai aur dosra batini ilm hai . zahiri ilm ka taluq nafs say hai aur nafs kay pas akl e juzz hai....

islam ka rasta jinhon nay ikhtiar ker lia

To jinhoon nay islam (itaat ka rasta) ikhtiar ker lia unhon nay nijaat ki rah dhoond li