Neend say uthnay kay bad hath dho lo
jab tum main say koi nend say jagay to pani kay bartain main hath dalnay say pehlay dho lay. kioke usay ilm nahi kay uskay hath nay rat kahan basar ki....
Logon ko naik batoon ka hukam daitay raho
tum behtreen ummat ho jo logon keliye paida ki gai hai. kay tum naik batoon ka hukam kertay raho aur buri batoon say roktay raho (sura aal e imran)
Naik arzoo main nakami buri arzoo main kamiyabi say behtar
achi aarzooyain khushnaseebi ki zamanat hain.Naik arzoo main nakami buri arzoo main kamiyabi say behtar hai. laikin sab say ziada khushkismat shaid wo insan hai jo beniyaz e arzoo ho. jiski...
Nafs aur shaitan dost hain
agar 2 chor aik ghar main chori kernay jayain aur aik un main say pakra jaye aur dosra bhag jaye to wo girftari kay khof say girftar shuda chor kay nazdeek...
Ghulamoon per shafkat
Hazrat ans R.a say rawaiyat hai kay rasool ALLAH p.b.u.h jab subho fajar ki namaz parh kar farigh hotay to madina kay gharoom kay khidmatgar ghulam ya bandiaan apnay apnay bartan...
Shariyat aur muhabbat e ilahi
jo shaks shariayat ka libas pehn ker din raat shariyat main koshaan rehta hai aur batin main muhabbat e ilahi main ghark ho kar khoon e jigar peeta rehta hai aisa...
Namaz mukrara waqt par farz ki gai hai
Verly, As-Salat(the prayer)is enjoined on the belivers at fixed hours.بے شک نماز مومنوں پر مقررہ وقت پر فرض کی گئی ہے۔
Sakoon ka khatam ho jana
jab hamari tamana kay paoon hasil ki chadar say bahar nikal jatay hain to hamain sakoon nahi milta (wasif ali wasif)
Nafs khuwahish aur dumanan e khuda
Dushmanan e khuda per nafs sawar rehta hai jo unhain khuwahishat ki zanjiroon main jakar ker dar badar zalil o khuwar kerta hai. aur wo har waqt hirs o tama main...
Azan aur akamad kay darmyan dua
Hazur pak p.b.u.h nay farmaya kay azaan aur akamad kay darmayan dua rad nahi hoti kabool hi hoti hai. (tirmazi)
Rizq ki takseem
sooraj ki kirnain zameen par parnay say pehlay nend say uth jaya kero. kioke us wqat rizq takseem kia ja rha hota hai. (hazrat ali r.a)
Paharoon ko sona bana daina
Hazur pak p.b.u.h ka irshad hai kay meray RAB nay mujh per ye paish kia kay meray liye maka kay paharoon ko sona bana dia jaye. main nay arz kia ay...