Islami Wazaif & Urdu Articles

Read All islami Wazaif From here

Maal Ki kasrat

jahan maal zaroorat say ziada hai wahan zaroor koi haqdar apnay haq say mehroom hai (hazrat ali r.a)

ALLAH jisay chahay

aap ko ye yakeen hona chayie kay ALLAH tala apni bepanah rehmatoon kay sath jab chahay jis ko chahay jis waqt chahay maaf ker day

Rehnay ka Ghar aur Samaan

Aakhirat tumharay rehnay ka ghar hai us keliye wo samaan tyar kero jo hamesha keliye tumharay kaam ayay

Jo ALLAH kay kamoon main lag jata hai

Jo ALLAH tala kay kamoon main lag jata hai , ALLAH tala us kay kamoon main lag jata hai (hazrat abu bakar siddique r.a)

Meray Liye Eid ka Din

Meray liye Eid ka din wohi ho ga jab main halat e emaan main dunia say chala jaoon ga.

Zalim ko Zaleel aur

ALLAH har zalim ko zaleel aur har mutakbir ko be izat zaroor kerta hai.

Zaban say achi bat nikalay

Rasool ALLAH p.b.u.h nay farmaya kay jo koi ALLAH aur aakhirat kay din per eman rakhta ho usay chayie kay wo achi bat mu say nikalay warna khamosh rhay (bukhari shareef)

Isha say pehlay aur Bad main

Narrated Abu Barza R.a Allah's Messenger (p.b.u.h) disliked to sleep before the `Isha' prayer and to talk after it.SAHIH BUKHARIVol. 1, Book 10, Hadith 543 رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم عشاء سے...

Darakht laganay walay ka sadqa

Narrated Anas bin Malik R.A The Prophet p.b.u.h said, "If any Muslim plants any plant and a human being or an animal eats of it, he will be rewarded as if...

ALLAH is one

ALLAH is one

Tum Akhirat keliye ho

Yad rakho tum aakhirat keliye paida kiye gayay ho na kay dunia keliye (hazrat ALI r.a)

House of Hazrat Ali R.a

very beautiful house of hazrat imam ALI r.A ( kufa )