Islami Wazaif & Urdu Articles

Read All islami Wazaif From here

ALLAH ki nazar main badtreen log

The Prophet (Peace Be Upon him) said,the worst people in Allah's sight on the Day of Resurrection will be those whom the people leave (undisturbed) to be away from their evil...

Acha Ghareeb wo hai

Acha ghareeb wo hai jo ye kehta hai kay jis nay tumhain ameeri di usi nay hamain ghareebi di tum ameeri ka shukar ada karo ham ghareebi ka shukar ada karain...

ALLAH ka Qurb

Apni zaati pasand aur napasand ko nikal dia jaye to nateeja ALLAH ka qurb hi reh jata hai

ALLAH ki muhabat

ALLAH aur ALLAH kay habeeb p.b.u.h ki muhabbat ko zindagi aur zindagi ki har dosri muhabbat say afzal janana chayie.

Khud ko numayiaan karnay ki tamana

khud ko numayiaan karnay ki tamana hijab hai aur agar ALLAH numayiaan karay to phir bat hi aur hai

Kamil insan kon hai

kamil wo hai jo sab say pehlay apnay nafs per tajarba keray aur khud ko imtehan o aazmayish main dalay.(hazrat sultan bahoo r.a)

ALLAH kay shareek theranay walay

baaz log aisay bhi hain jo ALLAH kay shareek auroon ko tehra ker un say aisi muhabbat rakhtay hain jaisi muhabbat ALLAH say honi chayie (sura e bakra) بعض لوگ ایسے بھی...

insan ki kamiyabi aur nakami

kamiyabi hazur pak p.b.u.h ki di hui zindagi kay qurb main hai aur us say jitna door ho ga wo nakam ho ga chahay wo badshah hi ho

ALLAH ki muhabat

jo shaks ALLAH ki muhabbat ka maza chakh laita hai to usay dunia ki talab main kuch lutf nahi ata (hazrat abu bakar siddique r.a)

Sab say acha ilm

yaddasht main mehfooz rehnay wala ilm aarzi hai, yadasht khud dair pa nahi sab say acha ilm wo hai jo dil main utar ker amal main zahir hota hai.

istekhara ki dua

agar apko kisi bhi kaam kay baray main istekhara kerna ho kay ye apkay haq main acha hai ya bura to ap ye dua parhain jo kay istekharay ki hai.(dua e...

Comfort of Paradise and People

ALLAH has placed Ease and comfort in paradise, but people look for it in this world and do not find it. (Hazrat Ali R.a)