maa-bap-ki-khidmat

Question-AnswersCategory: Othersmaa-bap-ki-khidmat
Binish rub asked 7 years ago

Asslam.o.alaikum… Kya mjhe koi bta skta hai k ALLAH pak.b frmata hai Nabi ka b frman hai k.maa bap ki.khdmt kro…ta hayat.krte raho.. onhien dukh na do…on ki hr chez ka khyal rkkho…agr onhien hajj kandhon pe.beth k b krana pre.to.krao…tm.aik rat ka b qrz ada nhe krskte….to kya ye batien srf aik beetey k liye hien…shadi shuda beti is may se.kuch nhe kr skti…agr ksi ki srf betian hien to on ki.khdmt khyal kaun kre…agr shohar mna kre k shadi k bad maa bap se ziada shohar ka haq hai…to is ka.mtlb byan srf betey k maa bap k liye hai kya betiyoun K maa bap k liye koi al farman hai?

2 Answers
Admin Staff answered 7 years ago

walikum asalam
sister beti keliye bhi itna hi sawab hai. lazmi nahi kay ye bat sirf betoon keliye hai balkay baiti keliye bhi be panah ajar hai maa bap ki khidamat karnay keliye. so ap apnay maa bap ki khidmat jitni aur jis tarikay say ho skay kartay rahyie.
regards!
Admin

Sundas answered 8 months ago

Jab ap k maa baap k payar mai kabhi kami nhi aii apki shadi nahi hoi the tab b aur yakeen hai aj b woh k liye utna hi sochy aur ehsas krty hoon gay apki shadi hoi hai toh aps ki b khidmat karain jo kar skti hain apny hr bacha equally khidmat nhi kr pata m. keh dia ho mainyaa baap ki unhy sirf bhurapy mai kisi k waqt,payar aur ehsas ki zururt hai. Apki shadi hoi hai toh ap jo kary howy skti hain woh karain apni khushi sy. Sister mainy first time kahe comment dia mai apni maa k baray mai sochty howy mazraat chahio ge agr kuch galat bol dia ho.

Your Answer

3 + 18 =