Answer for Seeing Prophet Muhammad

hazur pak p.b.u.h ko khuwab main daikhna ALLAH pak ka bhut bara karm hai .. agar bat bhool bhi gai ho to koi bat nahi. pareshan honay ki zaroort nahi.
hazur pak p.b.u.h nay farmaya tha jis nay khuwab main mujhay daikha us nay mujhay hi daikha kiuke shaitan meri soorat ikhtiaar nahi kar skta
so aap hazur pak p.b.u.h par bhut ziada darood parha karain apki mushkilain aasaan hoon gi 🙂